Friday, September 4, 2009

Yaado ka karawa hamesha rahega...

Yaado ka ye karawa hamesha rahega,

Door jaate hue bhi Pyaar wahi rahega,

Maff karna mill nahi sake Aapse,

Magar yakin rakhana in ankhon me intezar wahi rahega.

0 comments:

Post a Comment